Monday, January 18, 2010

Khush Aamdeed

Salam to everyone,

Umeed hai meri tarah aur bhi Urdu lover mujhe yahan mil jayenge.

Main apni 1 team banana chahta hun. Urdu ko chahne walon se ilteja hai ke mehrbani kar ke woh mujhe join karen ya phir mujh se contact karen.

Shab Bakhair

No comments:

Post a Comment